A.R. Rahman, Anupama, Anuradha - Dil Se Re lyrics

[A.R. Rahman, Anupama, Anuradha - Dil Se Re lyrics]

Ek suraj nikla tha, kuch paara pighla tha
Ek aandhi aayi thi, jab dil se aah nikli thi
Dil se re
Ek suraj nikla tha, kuch paara pighla tha
Ek aandhi aayi thi, jab dil se aah nikli thi
Dil se re

Dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re, dil se re
Dil to aakhir dil hai na
Mithi si mushkil hai na
Piya-piya, piya-piya, piya na piya
Jiya-jiya, jiya na jiya dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re, dil se re
Dil to aakhir dil hai na
Mithi si mushkil hai na
Piya-piya, piya-piya, piya na piya
Jiya-jiya, jiya na jiya dil se re

Do patte patjhad ke pedon se utare the
Pedo, ki shakhon se utare the
Phir utne mausam gujre, wo patte do bechare
Phir ugne ki chahat mein wo sehrao se gujre
Wo patte dil dil dil the, wh dil the
Dil dil dil the

Dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re, dil se re
Dil to aakhir dil hai na
Mithi si mushkil hai na
Piya-piya, piya-piya, piya na piya
Jiya-jiya, jiya na jiya dil se re

Bandhan hai rishto mein
Kaaton kee taare hain
Patthar ke darwaje diware
Bele phir bhi ugati hain
Aur guchchhe bhi khilte hain
Aur chalte hain afsane, kirdar bhi milte hain
Wo rishtey dil dil dil the, wo dil the
Dil dil dil the
Gham dil ke pal chulbule hain
Paani ke ye bulbule hain
Bujhte hain, bante-rehte hain
Gham dil ke pal chulbule hain
Paani ke ye bulbule hain
Bujhte hain, bante-rehte hain

Dil se re, dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re

Dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re, dil se re
Dil to aakhir dil hai na
Mithi si mushkil hai na
Piya-piya, piya-piya, piya na piya
Jiya-jiya, jiya na jiya dil se re

Dil se re, dil se re
Dil se re, dil se re, dil se re

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret