Ananya Birla, Ankur Tewari - Kya Karein lyrics

[Ananya Birla, Ankur Tewari - Kya Karein lyrics]

Chaha bahut ke chahe tumhe
Raaz apne dil ke bataye tumhe
Duniya se hum churake tumhe
Khwabon mein apne basaye tumhe

Par ye dil ka mamala hai kya Karein
Ye dil na manata hai kya Karein
Yaadon mein uljha hua hai mohabbat se khafa
Dil kya karein

Sambhale hue hai dard kaii
Reh na gaya ho bakaya koi
Khaunf kaho ya tajurba sahi
Dil pehle jaise ab dhadakta nahi

Par ye dil ka mamala hai kya Karein
Ye dil na manata hai kya Karein
Yaadon mein uljha hua hai mohabbat se khafa
Dil kya karein

Ek baar ko ye maan lo


Pehle jo bhi hua hoga nahi
Aur iss dafa jo kuch bhi ho
Hum pyar mein badlenge nahi bilkul nahi

Par ye dil ka mamala hai kya Karein
Ye dil na manata hai kya Karein
Yaadon mein uljha hua hai mohabbat se khafa
Dil kya karein

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret