Rashid Ali - Kabhi Kabhi Aditi lyrics

[Rashid Ali - Kabhi Kabhi Aditi lyrics]

Kabhi-kabhi aditi zindagi mein yuhi
Koi apna lagta hai
Kabhi-kabhi aditi wo bichad jaye to
Ek sapna lagta hai
Aise mein koi kaise apne aasun
Ko behene se roke aur kaise koi soch le
Everything's gonna be ok

Kabhi-kabhi to lage zindagi mein rahi
Na khushi aur na maza
Kabhi-kabhi to lage har din muskhil
Aur har pal ek saza
Aise mein koi kaise muskuraye
Kaise hansde kush hoke aur kaise koi soch le
Everything's gonna be ok

Soch zara jaan-e-jaan tujhko hum
Kitna chahte hai roote hai hum bhi agar teri
Aakhon mein aasun aate hain
Gaana to aata nahi hai magar
Phir bhi hum gaate hain
Hey, aditi maana kabhi-kabhi sare jahan
Mein andhera hota hai
Lekin raat ke baad hi to savera hota
Kabhi-kabhi aditi zindagi mein yuhi
Koi apna lagta hai
Kabhi-kabhi aditi wo bichad jaye to
Ek sapna lagta hai

Hey aditi hasde hasde hasde
Hasde hasde tu zara
Nahi to bas thoda thoda thoda
Thoda thoda thoda muskura

Tu kush hai to lage ki
Jahan mein chhaai hai kushi
Suraj nikle badlon se aur baate zindagi
Sun to zara madhosh hawa tujhse kehne lagi
Ki aditi wo jo bichadte hain ek na
Ek din phir mil jate hain
Ye aditi jaane tu ya jaane na
Phool phir khil jate hain

Kabhi-kabhi aditi zindagi mein yuhi
Koi apna lagta hai
Kabhi-kabhi aditi wo bichad jaye to
Ek sapna lagta hai

Hey aditi hasde hasde hasde
Hasde hasde tu zara
Nahi to bas thoda thoda thoda
Thoda thoda thoda muskura

Hey aditi hasde hasde hasde
Hasde hasde tu zara
Nahi to bas thoda thoda thoda
Thoda thoda thoda muskura

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret