A.R. Rahman, Nusrat Fateh Ali Khan - Gurus Of Peace lyrics

[A.R. Rahman, Nusrat Fateh Ali Khan - Gurus Of Peace lyrics]

Chanda suraj laakhon taare hain jab
Tere hi yeh saare
Kis baat par hothi hai phir thakraarein
Keenchi hai lakkeere is jameen pe
Par na keencho dekho
Beech mein do dilon ke yeh deewaarein
Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi
Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi
Thadpe to humko yahan pe
Ehsaas uske zakhmon ka ho ke
Apna bhi dil bhar bhar aaye roye aankhein

What are u waiting for
Another day another talk
Somewhere we have to find a new way to peace
What are you waiting for
Another sign another call
Somewhere we have to find a new way to peace!
Doori kyon dilon mein rahe
Faasle kyon badhte rahe
Pyaari hai zindagi hai pyaara jahaan
Rishte badi mushkilon se
Bante hai yahaan pe lekin
Tootne ke liye bas ek hi lamha
Ishq dava hai har ek dard ki

Zanjeer ishq hai har ek rishte ki
Ishq saari hadhon ko tod daale
Ishq to duniya ko pal mein mita bhi de
Ishq hai jo saare jahaan ko aman bhi de
Ronaq ishq se hai saare aalam ki
Chanda suraj laakhon taare hain jab
Tere hi yeh saare
Kis baat par hothi hai phir thakraarein
Keenchi hai lakkeere is jameen pe
Par na keencho dekho
Beech mein do dilon ke yeh deewaarein
Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi
Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi
Thadpe to humko yahan pe
Ehsaas uske zakhmon ka ho ke
Apna bhi dil bhar bhar aaye roye aankhein
What are u waiting for

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret