A.R. Rahman - Khwaja Mere Khwaja lyrics

[A.R. Rahman - Khwaja Mere Khwaja lyrics]

Khwaja ji, khwaja
Khwaja ji, khwaja ji, khwaja ji
Ya gharib nawaj, ya gharib nawaj
Ya gharib nawaj, ya gharib nawaj
Ya moinuddin, ya moinuddin, ya moinuddin
Ya khwaja ji, ya khwaja ji
Ya khwaja ji, ya khwaja ji ya khwaja ji

Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Shaaho ka shah too, ali ka dulaara
Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Shaaho ka shah too, ali ka dulaara
Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Bekaso ki takdir tune hai sawari
Bekaso ki takdir tune hai sawari
Khwaja mere khwaja

Tere darbar me khwaja noor ko hai dekha
Tere darbar me khwaja sar jhukate hai auliya
Tu hai unaalwali khwaja, rutba hai pyara
Chaahane se tujhko khwaja ji mustafa ko paya
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja aaja
Shaaho ka shah tu, ali ka dulaara

Mere peer ka sadka, mere peer ka sadka
Hai mere peer ka sadka, tera daaman hai thama
Khawaja ji tali har bala hamaari
Chhaaya hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak
To kam hai ai mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma
Nahi chhod na gawaara

Khwaja mere khwaja, dil mein sama
Shaaho ka shah tu, ali ka dulaara
Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Bekaso ki takdir tune hai sawari
Bekaso ki takdir tune hai sawari
Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Khwaja ji
Shaaho ka shah tu, ali ka dulaara, khwaja ji

Khwaja ji, khwaja ji, khwaja ji, khwaja ji

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret