A.R. Rahman, Mohit Chauhan, Javed Ali - Kun Faya Kun lyrics

Mohit Chauhan [India]

[A.R. Rahman, Mohit Chauhan, Javed Ali - Kun Faya Kun lyrics]

Ya Nizamuddin Auliya ya Nizamuddin Sarkar

Kadam badha le, haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein
Tere bin khali aaja khalipan mein

Rangreza, Rangreza rangreza
Ho, Rangreza, Rangreza
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha

Wo jo mujhmein samaaya
Wo jo tujhmein samaaya maula wahi-wahi maaya
Wo jo mujhmein samaaya
Wo jo tujhmein samaaya maula wahi-wahi maaya

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Rangreza rang mera, tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera, tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann

Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O, Maula, Maula kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rosooluh-ul Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallam

Ho mujhpe karam sarkar tera
Araj tujhe karde mujhe, mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Karde mujhe mujhse hi riha, mujhse hi rihaaa

Mann ke mere ye bharam kachche mere ye karam
Leke chale hain kahaan, main to jaanu hi na
Tu hai mujhmein samaaya
Kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujhmein samaaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya, tune mujhko banaya
Main to jag ko naa bhaaya
Tune gale se lagaya
Haq tuhi hai khudaya, sach tuhi hai khudaya

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rosooluh-ul Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret