A.R. Rahman, Alka Yagnik - Mehndi Hai Rachnewali lyrics

[A.R. Rahman, Alka Yagnik - Mehndi Hai Rachnewali lyrics]

Mehndi Hai Rachnewaali
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Mehndi Hai Rachnewaali
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
O Hariyali Banno
Le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane
Waale Hai Saiyyaan
Thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi
Angnaayi, Angnaayi mehndi Hai Rachnewaali
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain


Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Gaaye Maiya Aur Mausi, Gaaye Behna Aur Bhabhi
Ke Mehndi Khil Jaaye
Rang Laaye Hariyaali Banni
Gaaye Phoofi Aur Chaachi
Gaaye Naani Aur Daadi ke Mehndi Mann Bhaaye
Saj Jaaye Hariyaali Banni

Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare
Ho hariyaali Banni Ke Aanchal
Mein Utrenge Taarein mehndi Hai Rachnewaali
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda
Gaadi Aur Haathi Ko
Laayenge Saajan Tere Aangan, Hariyaali Banni
Teri Mehndi Woh Dekhenge
To Apna Dil Rakhdenge Woh
Pairon Mein Tere Chupke Se, Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare
Ho hariyaali Banni Ke Aanchal
Mein Utrenge Taarein mehndi Hai Rachnewaali
Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret