Talha Anjum - Pain Killers lyrics

Talha Anjum Rasheed

[Talha Anjum - Pain Killers lyrics]

I pop these pills like painkillers
It might kills us
The pain might kill us
Toote na dard ka ye silsila
Oh jaanam main kya karun gilaa?

It might kills us
The pain might kill us
Toote na dard ka ye silsila
Oh jaanam main kya karun gila?

Woh aaya na milne hume
Samjhaya tha dil ko dimag ne
Dil ki daleelein bas dil mein rahe

Baarish thamne ke baad
Falak pe numaya ek kausar ho tum
Aksar sochta hun ke pahunchun hi kyun?

Nazro mein meri ab tu hi samaya hai
Na ho ke bhi mujhe dikhta hai
Ye qalam tou todd diye

Sabko dikhta hai mera dard
Bas tujhe nahi dikhta ye
Aankhon me raaz hai mere
Tum suno toh lagenge kissa ye

Kaise alag ho, munasib nahi
Tu hi mera saazo-o-samaan
Mujhe kuch aur haasil nahi

Tu meri umeed, phir tu hi umeed ki qaatil bani
Kyun tu mujhse chupaati rahi?

I pop these pills like painkillers
It might kills us
The pain might kill us
O jaanam main kya karun gilaa?

I pop these pills like painkillers
It might kills us
Toote na dard ka ye silsila
O jaanam main kya karun gilaa?

Kissa mukhtasir (yeah, yeah)
Main aur tum judaa (tum judaa)
Tu kis ka muntazir? (kis ka)

Main hun sehra, dariya tu (yeah)
Kayam ek faasla (faasla)
Hum mil ke bhi mil na sake (mil na sake)
Ye qudrat ka maajra

Diye bina rabb ka waasta

Thaam le tu aake kabhi haath badha
Chaahe tere dar pe hun aa khada
Tab bhi na hoga deedar tera (kabhi nahi)
Tera na aana mujhe maar dega (yeah)

Par yaar ab bhi hai jeedar tera
These pills wear off

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret