Void - DIL SE lyrics
[Void - DIL SE lyrics]
Shaitaan tujhko thaame
Bole Rab ke hain bande
Khole saare darwaaze jo tere liye band the
Hath dega inhe saale khichlenge kandhe
Haan abhi toh raat zarrori hai baat
Hum tere sath palko meh nayi aans
Ye saas Tera sath chode bina nahi manegi
Jang se Tu Darra Us Jung meh tujhe utaregi
Zindagi Kamini hai par tujhko hi toh Jini hai
Is karue sach ko paani meh
Milake tujhko peenee hai
Toh ye battein chor, man ke darwaaze khol
Apni simao ko Tod, pure jahaan se tu Bol
Ki ab Tum meri aawaaz suno
Tum mujhse naraaz kyun
Meri khamoshi ke panno se jo Banti kitaab tum
Lamho ko mai nahi rok sakta, par woh hath tum
Subah ke Intazar meh baithi hui raat tum ho
Gum ho lekin kya pata ye Milne se hai Behtar
Kayin baar battein dil sunleta
Hai Bina kuch kehkar behkar is paani meh
Doobne ke dar ko tum dafnao
Agar jeetna hi hai toh isi pal
Me apni haar ko tum apnao
In yaddon ko ab hai mitana? dil se hai
Berukhi ki battein karwana? Dil se hai
Kahani adhoori par sunani, dil se hai
Roka kayione par batana, dil se
Sannate ko tukdo me Tu tod
Un tukdo ko tu shor meh Badal de mod
Hasna chor, dusro ki khamiyo par, tu bhi
Apni galtion ke kandho par sikha yu hi
Ye Khel nahi, ye irado ka waar hai
Gangster nai, awaaz hathyaar
Do chaar Kadam meh thakna inkaar
Lambi race ke khiladi, maane na haar
Haar sakte par Na rukte apni
Manzil se nahi chukten
Apne sapne doosro ki battein
Sunke hum nahi buntein
Udtein aasma meh, par
Kadam apne zamnin par bartein
Apne khwabo ki parchayi par
Nigahein Bharti palkein
Ye sabdh rago meh behne de
Un logo ko kehne de
Aaj dar ko piche rehne de
Us dard ko sehne de
Intazaar mat kar ki ye log
Tujhe bole tu hai Kabil
Khud par bharosa rakh
Dar ko Bol kabhi ghar pe aa mil
Khel meh mai naya, baat ab purani
Gaurav se mile lekin void ko chua nahi
Bachpan se mai Void Hun
Asmaan meh dekh, full speed, asteroid hun
Apni in yaddon ko mitana apne? dil se hai
Berukhi ki battein kar raha? Lekin Dil se hai
Ye kahani abhi hai adhoori, lekin dil se hai
Roka kayi baar ise lekin aaj, phir se hai
Kasam Khuda ki, Maine bujhadi
Saari awaaze, mujhe bulati thik thaak
Haan Tu apne sarhad meh reh wahan theek paar
Yaar Haar, kar ye waar, karte
Jeet ka intazar karte
Lekin dusro ki Kamyabi se inke kaan jalte
Yaar kalthe, kuch PalKe ab reh Gaye tasweer
Mai baitha chill kara thand meh in Kashmir
Apne aap ko dhoonde, is Khoj ka koi ant nahi
Yaha par koi Sant nahi
Chore ye Tera wakt nahi