A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan - Kun Faya Kun lyrics

Mohit Chauhan [India]

[A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan - Kun Faya Kun lyrics]

Ya Nizammuddin Auliya, ya Nizammuddin Sarkar

Kadam badha le, hadon ko mitaa le

Aaja khali pal mein, pee ka ghar tera
Tere bin khaali, aaja, khaali pal mein

Tere bin khaali, aaja, khaali pal mein

O-o-o-oooo rangreza

Kun faya kun, kun kun
Faya kun, faya kun, faya kun, faya kun
Faya kun

Jab kahi pe kuch nahi thi, nahi tha
Wahi tha, wahi tha

Woh jo mujh mein samaaya
Woh jo tujh mein samaaya
Maula wohi wohi maaya

Sadak Allah ul-ali ul-azeem

Rangreza, rang mera, tan, mera man
Le le rangaayi, chaahe tan, chaahe mann

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Katra mila jo tere dar bhar se
O Maula maulaa aaaa

Kun faya kun

Kun, faya, kun kun, faya kun
Kun, faya, kun kun, faya kun

Jab kahi pe kuch nahi thi, nahi tha
Wahi tha, wahi tha

Sadak Allah ul-ali ul-azeem

Sadak Rusool hu Nabi-ul-kareem
Sal-Allah, hu, alai hi wassalam

Ho mujpe karam Sarkaar tera
Arz tujhe, karde, mujhe, mujhse, hi rihaa
Ab mujhko, bhi ho, deedar mera
Kar de mujhe, mujhse hi rihaa
Mujhse, hi rihaa man ke, mere ye bharam
Kachhe, mere ye karam
Leke, chalein hai kahan
Mein toh jaanu hi naa

Tu hai, mujhme samaaya
Kaha leke, mujhe aaya
Mein hu, tujhme samaaya
Tere peeche, chalaa aaya
Tera hi mein, ek saaya
Tune, mujhko banaaya
Mein toh, jag ko na bhaaya
Tune, gale se lagaaya
Haq, tu hi hai, Khudaaya
Sach, tu hi hai, Khudaaya

Kun, faya, kun kun, faya kun
Kun, faya, kun kun, faya kun

Jab kahi pe kuch nahi thi, nahi tha
Wahi tha, wahi tha

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret