Arijit Singh, Alka Yagnik - Agar Tum Saath Ho lyrics

[Arijit Singh, Alka Yagnik - Agar Tum Saath Ho lyrics]

Pal bhar thehar jaao dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karu

Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baatein tumse karu

Agar tum saath ho agar tum saath ho


Behti rehti nahar, nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai teri chahton mein
Main dhal jaati hu teri adaton mein
Agar tum saath ho

Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhe baazi
Tum saath ho ya na ho, kya fark hai?
Bedard thi zindagi, bedard hai

Agar tum saath ho agar tum saath ho

Palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye
Baithi baithi bhagi phiru
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baatеn tumse karu agar tum saath ho

Teri nazron mein hain tеre sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhe baazi
Tum saath ho ya na ho, kya fark hai?
Bedard thi zindagi, bedard hai

Agar tum saath ho dil ye sambhal jaaye
Agar tum saath ho har gham fisal jaaye
Agar tum saath ho din ye nikal jaaye
Agar tum saath ho har gham fisal jaaye

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret