Arijit Singh - Hawayein lyrics
[Arijit Singh - Hawayein lyrics]
Jahaan pe kahin, kai mera yaqeen
Main jo, tera na huaa
Kisi ka nahin, kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahaan hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan hawayein, hawayein
Begaani hai ye baaghi hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar, na tujhko pataa
Banaati hai jo tu
Wo yaadein, jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein, shamein dhalein
Mausam dhalein
Khayalon ka shehar
Tu jaane, tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hai aate-jaate, jo tera naam le
Deti hain jo sadayein hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar, na tujhko pataa
Chehra, kyun milta tera yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai? Kal bhi, meri na thi tu
Naa hogi tu kal meri aaj hai
Teri hai meri saari wafayein, wafayein
Maangi hai tere liye duaayein, duaayein
Le jaaye tujhe kahaan hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan hawayein, hawayein
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye mujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein, hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein, hawayein)
Add extended interpretation
If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!
Latest added interpretations to lyrics