Arijit Singh - Kalank - Title Track lyrics

[Arijit Singh - Kalank - Title Track lyrics]

Hawaon mein bahenge, ghataon mein rahenge
Tu barkha meri, main tera badal piya
Jo tere na huye to, kisike naa rahenge
Deewani tu meri, main tera pagal piya

Hazaron mein kisi ko takdir aisi
Mili hai ek ranjha aur heer jaisi
Na jaane ye jamana, kyun chaahe re mitaana
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Kalank nahi ishq hai kajal piya

Piya, piya piya re, piya re, piya re
Piya re, piya re, piya re

Duniya ki nazron mein ye rog hai
Ho jinko vo jaane ye jog hai
Ek tarfa shayad ho dil ka bharam
Do tarfa hai to ye sanjog hai
Laai re humein zindgaani ki
Kahani kaise mod pe huye re khud se paraaye
Hum kisi se naata jod ke

Hazaron mein kisi ko takdir aisi
Mili hai ek ranjha aur heer jaisi
Na jaane ye jamana, kyun chaahe re mitaana
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Kalank nahi ishq hai kajal piya

Main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera
Main gehra tamas, tu sunehra saveraa
Main tera, ho main tera
Musafir main bhatka, tu mera baseraa
Main tera, ho main tera
Tu jugnu chamkta, main jungle ghanera
Main tera

Ho, piya main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, ho main tera
Main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret