Brian X Allen, ZAYN - Home From Work lyrics

Zayn Malik [One Direction]

[Brian X Allen, ZAYN - Home From Work lyrics]

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Paani hoon paani main haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

Yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Bang!

Neeli hai kyun zameen neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

Yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret