DIVINE - Paintra - Extended Version lyrics
DIVINE [Vivian Fernandes]
[DIVINE - Paintra - Extended Version lyrics]
Patra leke society mein jhanda
Gaadne nikle ho
Daant chiyar ka time bhooljaaoge
Pehle sahi vyaktitva ke samaksh
Daat nipurna seekho
Zyaada important hai ki tum kisko jaante ho
Kisko pehchaantey ho kaun tumko jaanta hai
Kaun tumko maanta hai
Kiska bivi bachha tumhara phan hai
Aur bade ghar ki kanya
Pataane waala bhanda do hai ye he
Isko kehte hai pAINTRA
Haan seekh le (Seekh le)
Fek fek (ah) , Aa khel le
Tu zindagi ka paintra
Seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra
Fek fek fek fek
Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Seekh seekh seekh seekh
Zindagi ka paintra fek fek fek fek
Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Seekh seekh seekh seekh
Zindagi ka paintra fek fek fek fek
Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ha! Kiski chun ke chaatega
Kiska dhyaan tu baantega
Kisko salaam thokega kisko mukke se rokega
Tu latak jhatak ke, Uthak pathak ke
Faayda utha le mauke ka
Tu latak jhatak ke, Uthak pathak ke
Faayda utha le mauke ka
Tu badhte ja! (Badhte jaa)
Ab Kuch nahi hoga maan le
Tu karna hai jo karte ja
Afsar ko joote maarke
Tu badhte ja! (Badhte jaa)
Masla hai ye ladka
Tab tu samachar pe khadkega
Tu Khadkega! (Khadkega)
Ye TV waale, bina jaane
Badbad karna, inka kaam hai
Ladkar badhna, tera kaam hai
Udte jaa! (Udte jaa) uda de jo bhi saamne
Chhura ye tere haath se
Mauke pe hi tu phad de
Cheh foot andar tu gaadh de
Tu zindagi ka paintra khel khel khel
Zindagi ka paintra fek fek fek
Zindagi ka paintra tu seekh le
Tu zindagi ka paintra
Sabka ek guarantee hona hai
Chance humko bhi mila tha
Lekin Naitik shiksha ke chutiyape mein
Mistake hogaya
Nahi toh aaj ham badhiyaar aadmi hotey
Experience share kar rahe hai
Lena hai to leejiye varna
Sarkiye, humko bolne ka mauka deejiye, Baabu
Hah Hah haha Ha, Hah Hah haha Ha
Hah Hah haha Ha, Hah Hah haha Haa
A seekhle (Hah) a fek fek (Hah)
A khelale (A Khelale) khelale
Tu Zindagi ka paintra
Ah Seekh seekh seekh seekh
Zindagi ka paintra fek fek fek fek
Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Hah!
Khud hi se doobe, Khud hi utraaye
Khud hi ghar me, Khud hi ghabraaye
Bura karoge bura milega
Bhala karoge bhala milega
Bura karoge saara milega
Bhala karoge naara milega
Narak bana ke jeevan tera
Swarg ka sapna dekha jaaye
Phir bhi ant me rona bhai
Chodh padhayi! (Chodh padhayi)
Aur gunda pyara ban awaara
Kar ladayi! (Kar ladayi)
Aur gundagardi chal gayi jiski
Wo neta ban jaata hai
Phir desh mahaan chalayega
Ye netaji kehlaata hai phir kisko padhna
Kisko sun'na kisko phaansi
Kisko chumma agla kaun hai kisko chun’na
Ye to saara socha samjha plan hai
Kiski laathi, kiski bhains
Aur kis par lagna ban hai
Kehlaate ye man hai chal rehn de
Seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra
Fek fek fek fek
Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)
Ah Zindagi ka paintra, Tu khel le (Khel le)