Emiway Bantai - Jhakas lyrics

Emiway Bantai [Sharukh Sheikh] Mumbai, India

[Emiway Bantai - Jhakas lyrics]

Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai, hum khota na pakate
Dil se kar pyaar to le jaunga bhaga ke
Bapparting karna nahi public yahan faggat hai
Asli nahi chehre sab pehen rele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hain
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nahi dara be
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai, hum khota na pakate
Dil se kar pyaar to le jaunga bhaga ke
Bapparting karna nahi public yahan faggat hai (Faggat hai)
Asli nahi chehre sab pehen rele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hain
Chehra hai masoom par aadatеin kharab hain
Khuda ke alawa kis se nahi dara be

Haan, kya boltе bacchi?
Scene mein main naayab
Public bhi poochh reli, "Bantai kahan gayab?"
Jhadte mein ghoomna nahi


Dharti mein banana nahi bojh
Andar to pehle se khandani josh
Koyi banda nahi dost
Koyi jaanta nahi dost
Tu khud ka pehchan bana
Nasha zara kam kar body-vody jaan bana
Dost log ke gaadi mein ghoomenga to phir gaand mara
Khud ka le
Jeb senahi ghoomne ka lukkha be
Mudde kama tu halaal ka saal ka
Ginti nahi ginane ka bhai tera rukta nahi
Bhai tera player hai shooter sab Raanty
Public hairan thi kaise kama raha yeh Gandhi
Sannata chha gaila ho gayela shanti
Bantai is back ab hoyenga kranti

Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai, hum khota na pakate
Dil se kar pyaar to le jaunga bhaga ke
Bapparting karna nahi public yahan faggat hai
Asli nahi chehre sab pehen rele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hain
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nahi dara be
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai, hum khota na pakate
Dil se kar pyaar to le jaunga bhaga ke
Bapparting karna nahi public yahan faggat hai (Faggat hai)
Asli nahi chehre sab pehen rele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hain
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nahi dara be

Haan pyaar-vyaar mein padna nahi
Bheje ko traas hai
Pada to ek doosre pe hona chahiye vishwas hai (Bharosa rakh)
Samajh ke legi to saras
Samajhne wali mil gayi to phir charas
Baras rahe hain gaane to dard
Delela logon ko marad
Akela scene mein baaki sab garad
Jeeta har baari main beef
Nahi jeetega agar tu galat
Shorty is a Simran aa main bolun palat
SRK vibes, haan, zindagi alag
Yahin pe jannat, haan, yahin pe narak
Bohot kuchh sikhayela mujhe yeh sadak
(Bohot kuchh sikhayela mujhe yeh sadak)
Tabhi to de rela shikhsha maidaan mein
Khade to dete sirf siksa (Haan, kaun hai beta?)
Akela phookta tha raw
Bachkane bolte the Tambakoo mix kar
Dekh ke main chhod dela duniyadari
Control rakh bheje pe warna bhaari
Pad jayenga tere pe tera hi shot bro
Kamora thoughts jab pray karun god ko

Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai, hum khota na pakate
Dil se kar pyaar to le jaunga bhaga ke
Bapparting karna nahi public yahan faggat hai
Asli nahi chehre pe pehen rele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hain
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nahi dara be
Life apni ek number jhakas hai
Mudde ki baat hai, hum khota na pakate
Dil se kar pyaar to le jaunga bhaga ke
Bapparting karna nahi public yahan faggat hai (Faggat hai)
Asli nahi chehre pe pehen rele nakaab hain
Haraam hai saale yeh jaise yeh sharab hain
Chehra hai masoom par aadatein kharab hain
Khuda ke alawa kis se nahi dara be

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret