Emiway Bantai - Waqt Ke Saath (Interlude) lyrics

Emiway Bantai [Sharukh Sheikh] Mumbai, India

[Emiway Bantai - Waqt Ke Saath Interlude lyrics]

Yeah, yeah!
Yeah! Yeah!

Chhoti-chhoti cheezon mein pehle milti thi khushiyan
Jab khul ke kharcha karne jeb mein apne nahi tha rupya
Woh lamha sab kuchal diya
Apan ne sab kuch badal diya
Maine rasta pakad liya
Sambhal ke agar tu dakhal diya
Dhakel diya khud ko ghar ke taraf
Ghar se door figure ke taraf
Paise kama raha main lag raha arab
Lafde rap mein, ho raha main garam
Inhe lagta tha ke main karunga sharam
Besharam main deta hun gaaliyan
Maa ki choot
Ye dete hain taaliyan
Jitna udaya, main fir se kama liya

Uff! Yeah!
Yeah! Yeah!


Jo bhi mehenge joote, kapde leta
Main pehenta еk baar
Andar kya chal raha hai kisi ko nahi bata raha
Khud kar raha dekhbhaal
Main hoon raja, main chatur
Jaise main Akbar-Birbal
Uthna seekha gir kar
Nahi chahiye maal, na liquor
Baaki log kartе taaki woh lagenge cool
Andar se mar jayenge fool
I wanna' go back to school days
Jab jee raha tha life usool se
Liya main risk life mein
Like I was playing a russian roulette
Qabool hai, qabool hai, qabool hai
Main kar chuka shaadi with music
Mera agla chaal confusing
Is hi Eid, go cruising
Easily they losing
Kyunki main sach ke saath
Badla main waqt ke saath
Juda main rab ke saath
Pasand hai kaali raat
Jee raha hun dard ke saath
Chala jayega sab waqt ke saath
(Door closes)

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret