Siddharth Mahadevan, Divya Kumar, Himani Kapoor - Star Hai Tu lyrics

[Siddharth Mahadevan, Divya Kumar, Himani Kapoor - Star Hai Tu lyrics]

Ho mere yaar ka photo
Chapa jo ek paper mein hai
To hulchal dekho
Saare mohalle bhar mein hai

Are apna bhidu aisa jo star bana
To dhoom dham se jashan
Tu mere yaar mana

Oh begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama

Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama

Is baat ko leke
Tu kyu karta hai batangad re
Star hai tu dildar hai tu ho ho
Ho mera yaar hai tu mat kar yeh gadbad re
Star hai tu dildar hai tu ho ho
Ho mera yaar hai tu mat kar yeh gadbad re

Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama
Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama

Mere ko tha pata tujhme hai koi baat
Tere sang selfie lu zara hath mein dede hath
Yaar ki selfie toh apne dil
Mein hai rehti yaar
Dosti apni hai bhali baki sab bekar

Begani shadi mein abdulla deewana
Pagal kyun hum hai yun ab toh hai tune jana
Is baat ko leke tu kyun karta hai
Batangad re

Dhadkan mein koi taal hai
Saans mein koi geet
Jeete jo tum mujhko laga
Main bhi gayi hu jeet

Hoye duniya se hatke ho ho
Hum tum jo bhatke ho ho
To sikhe khatke ho ho
Aur ban gaya dhakad re

Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama
Begani shadi mein abdulla deewana
Isko toh jab dekho karta hai koi hungama

Ho begani shadi mein
Abdulla deewana

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret