Lata Mangeshkar (लता मंगेशकर) - Ek Tu Hi Bharosa lyrics

[Lata Mangeshkar लता मंगेशकर - Ek Tu Hi Bharosa lyrics]

Aa jao ki sab mil ke rab se dua mange
Jivan me sukun chahe, chahat me wafa mange
Halaat badalne me ab der na ho maalik
Jo de chuke phir le, andher na ho maalik

Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav

Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
Ujdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama


Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan
Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa
Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan

Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahan mein, nahin koi hamaara
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav

Naadaan hain hum to maalik
Kyoon di hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein
Nafrat ka zaher bhara
Naadaan hain hum to maalik
Kyoon di hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein
Nafrat ka zaher bhara
Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka
Ban jaaye gulshan phir se
Kaanton bhari duniya

Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
(meri pukaar sun le)
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
(hey Ishwar ya Allah)
Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le
Ishwar ya Allah hai daatav
(meri pukaar sun le, meri pukaar sun le
Meri pukaar sun le)

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret