Pritam, Arijit Singh - Channa Mereya lyrics

[Pritam, Arijit Singh - Channa Mereya lyrics]

Aaccha chalta hoon duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe suaad rakhana
Aacha chalta hoon duaaon main yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe suaad rakhana

Dil ke sandookon mein mere acche kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna

Andhera tera, maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya

Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mereya mereya behliya o piya
Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mеreya mereya bеhliya o piya

Mehfil mein teri hum na rahein jo
Gum to nahi hai gum to nahi hai
Quisse humari nazdeekiyon ke
Kum to nahi hain kum to nahi hain

Kitni dafaa, subha ko meri
Tere aangan mein baithe maine shaam kiya

Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mereya mereya behliya o piya
Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mereya mereya behliya o piya
Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mereya mereya o piya
Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mereya mereya o piya

Tere rukh se apna raasta mod ke chala
Chandan hoon mein
Apni khushboo chhod ke chala

Maan ki maya rakh ke tere takiya tale
Bairaagi, bairaagi ka sooti chola
Odh ke chala

Channa mereya mereya channa mereya mereya
Channa mereya mereya behliya o piya
O piya

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret