Pritam, Arijit Singh, Amitabh Bhattacharya - Kesariya (from ”Brahmastra”) lyrics

[Pritam, Arijit Singh, Amitabh Bhattacharya - Kesariya from ”Brahmastra” lyrics]

Mujhko itna bataye koi
Kaise tujhse dil na lagaye koi

Rabba ne tujhko banane mein
Kardi hai husn ki khaali tijoriyan
Kajal ki siyahi se likhi hai tune jaane
Kitno ki love storiyan

Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun

Patjhad ke mausam mein bhi
Rangi chanaron jaisi
Jhanke sannnaton mein tu
Veena ke taaron jaisi
Hmm, sadiyon se bhi lambi yeh
Mann ki amavasein hain
Aur tu phuljhadiyon wale tyoharon jaisi

Chanda bhi deewana hai tera jalti hai tujhse
Saari chhakoriyan kajal ki siyahi se likhi
Hai tune jaane kitno ki love storiyan

Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mеin
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beetе saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun

Kesariya tera ishq hai piya ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya ishq hai piya
Piya ishq hai piya ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
(Ishq hai piya, Ishq hai piya)
(Ishq hai piya, Ishq hai piya)
(Ishq hai piya, Ishq hai piya)

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret