Raghav Chaitanya - LAMHE lyrics

[Raghav Chaitanya - LAMHE lyrics]

Kuch lamhe adhure se kuch main karun poore ye
Kuch tumse kuch humse raaste ye

Jo chale bekhabar ye hawa main udta hi raha
Kyu chala besabar hawaon mein ghule

Tere sang naye rang kadamo mein hai laga
Jo naya sa samaa hua
Kami lafzon ki mere dhundhta kyun phir raha
Manzil hai door kahin chalta hua main sarphira

Koi raaz hai tera ye mann kahe mera
Har saaz mein yahan
Koi raaz hai tera ye mann kahein mera
Har saaz mein yahan

Khush hoon zara sa main khud mein chhupa sa
Main chalta hua lamhe sa

Khush hoon zara sa main khud mein chhupa sa
Main chalta hua lamhe sa

Kuch hai kuch hai mujhme jo andar hai basa
Kyun ruka jo chhupa inn saanson mein mile
Jo kahe na dikhe nazron se hi meri
Jo nami sa hua

Raahein chalti jo dhoop mein sambhalta main zara
Naav khadi jo chhanv mein baitha hua ajnabi sa

Ye mann kahe mera na ghar na pata
Bas udta hi raha
Main shaam kuch naya jab rangon se juda
Main udti patang sa

Khush hoon zara sa main khud mein chhupa sa
Hai waqt ye lamhe sa

Khush hoon zara sa main khud mein chhupa sa
Hai waqt ye lamhe sa

Hmm

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret