Raghav Lama - Adhoora lyrics

Raghav Lama

Raghav Lama

[Raghav Lama - Adhoora lyrics]

Bolu toh bolu kya lage soona soona
Adhoora hoon mei (ah) bolu toh bolu kya
Lage soona soona adhoora hoon mei (ah)
Bolu toh bolu kya lage soona soona
Adhoora hoon mei (ah) bolu toh bolu kya
Lage soona soona adhoora hoon mei (ah)
Kaise bolu tumse jo hai mann ki baatein
Kabhi mei poochu khudse nek kya mere iraade-
Karm bhoomi pe khada mei sahi
Galat hai na pata voh dharm jo hai lapata
Ibaadaton se jhankta

Kuchh aisi hai ye dastaan
Ki sabka sabse vasta akela mera rasta
Mei ganga jaise naachta
Par jaake milte saagar mein anek bante ek hai
Aur ek ka mahetv kintu utna hi vishesh hai
Samay sarvshreshth hai
Aur ghoome saara vishv merudand
Pe ye vriksh hai jeeene ka astitv hai
Ye baadal aate jaate mann mei


Gher lete surya ko jab
Pran mei jo shakti basti
Usko bhi ye kheech lein sab
Vyaktigat ye maaamle

Kripya raasta apna naaplein
Jo krne aaya krta voh mei ek baar thaan ke
Mushkilein hai chaaron or, dekhu unke tadke
Ye duniya hai kharab, ye sabhi hai jaante
Aji chhodo ye jo busdili inn kanjaron ko
SAABIT KRKE MILTA HUMkO KUCHH NAHI
GUM GUM GUM GUM
Jo krna hai voh khud ke liye
Ladna hai toh khhud ke liye
Jioge tum apne liye kAISA GUM-m-m-m
Pancchhi dekhe bahar ki ye
Duniya apne pinjare se
Sabkuchh usko milta fir bhi
Khush nahi voh jeene se
Aisi ye vidambana jab kuchh na hota maangte
Azaadi toh hum jaante par
Chahiye jo hum maangte
Uss pinjare mei hum koodke
Aisho-araam ab jaante par voh kafi na hai
Ab voh kaafi na hai fir voh kaafi na hai

Bolu toh bolu kya lage soona soona
Adhoora hoon mei (ah) bolu toh bolu kya
Lage soona soona adhoora hoon mei (ah)
Bolu toh bolu kya lage soona soona
Adhoora hoon mei (ah) bolu toh bolu kya
Lage soona soona adhoora hoon mei (ah)

Dimaag ka ye khel hai khela mene baar baar
Tadipaar hoshiyaar ho gyi tayyariyan
Jo bolna tha vho bol diya
Dedi humne gaaliyan
Thoda style vyle maar diya
Gaadi mein hum tez firte
Sheehshe saare band milte
Photo abhi kheenchein iski
Dekhein kitne like milte
Hum toh abhi tight hai na?
Oopar se khureda jisko voh koi life hai kya
Bakwas hain ye baatein saari
Hum pe itna time hai kya
Chhilkon ki tarah chheelu jeevan ko hILNE DO
Khudhi ko khudse ab bas milne do hILNE DO
Chhilkon ki tarah chheelu jeevan ko hILNE DO
Khudhi ko khudse ab bas milne do hILNE DO
Indradhanush ke kinare baitha lekh likh rha
Aasman mein soch udti
Rangon ka ye mel ho rha

Prem rog bandishon ko lapton mein pighal rha
Ehsaas hota mujhko mujhse oopar
Hai kuchh ho rha vishwas hai abaad hum
Ye chainein aur diwaarein haijo
Rachna krke todte hum jeene ka se saar hai
Lehere uthti paani jo faika patthar kund mein
Lehere uthti mere andar sochu jo
Bhi mann ke andar harr harr mahadev
Lagalo dubki ganga mein
Abey mei hi hoon bhagwan
Ab toh sab changa hai nANGA HAI
NANGA HAI zindagi ka fanda hai
Oopar se jo garam dikhta asal
Mei voh thanda hai
Paida hua jo bhi sabke gale mein ek fanda hai
Ulti ginti ginn rhe sab lekin
Shayad na pata hai
Jo bhi mujhko lagta hai voh
Lagta keval mujhko hi kya kHAIR CHHODO
Farak kya hi padta hai

Bolu toh bolu kya lage soona soona
Adhoora hoon mei (ah) bolu toh bolu kya
Lage soona soona adhoora hoon mei (ah)
Bolu toh bolu kya lage soona soona
Adhoora hoon mei (ah) bolu toh bolu kya
Lage soona soona adhoora hoon mei

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret