Raghav Lama - Resham lyrics

Raghav Lama

Raghav Lama

[Raghav Lama - Resham lyrics]

GHAR fIRSE GHAR aisa lagta hai aake ghar
Duniya fir basti jadoo kr
Beete samay ke saare darr (darr)
Unn hi logon ki voh nazar
Kr deti tum pe voh asar

Socho tum kahan pe the kidhar
Vaapas tum aate kyu na ghar
Sab aage bhadte jaaye
Peeche jo chhoota jaaye
Kaise hum ye batalaaye yaaron ki yaari jaaye
Ghadhe hum lhode jaaye

Jeevan se kya hum chaahe
Sooraj jo disha dikhaye
Paudhe bas ugte jaaye kyo ghar se door fir
Thoda mei bhool gaya fir
Haan mujhko yaad krade

Pichhle voh paath padhade
Tum aaye chalte haste poocho na kaose raste


Mujhko na haal khabar hai
Jo bhi hai aaj idhar hai

Just go with da flow f to the l to the ow
Just go with da flow f to the l to the ow

GHAR fIRSE GHAR aisa lagta hai aake ghar
Duniya fir basti jadoo kr
Beete samay ke saare darr (darr)
Unn hi logon ki voh nazar
Kr deti tum pe voh asar

Socho tum kahan pe the kidhar
Vaapas tum aate kyu na ghar gHAR
FIRSE GHAR aisa lagta hai aake ghar
Duniya fir basti jadoo kr
Beete samay ke saare darr (darr)

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret