Raghav Lama, Frappe Ash, unfuckman - Chaahat lyrics
Raghav Lama
[Raghav Lama, Frappe Ash, unfuckman - Chaahat lyrics]
Inn aankhon se aise mat dekho
Iss chahat mein mei marr jaunga
Iss chahat mein mei marr jaunga
Iss chahat se lage hain lene ke dene
Hain dekhe bhatere par tere jaisa na hai koi
Kameena mei aashiq hoon
Mujhse toh behtar hi miljata tujhko yaha koi
Jaise hi milli voh khushi
Mei bhaaga mei bhaaga na aadat thi mujhe
Mei kamre mein band hi rehta
Ye tujhe pata tha aur mujhe pata tha
Voh waqt thama tha
Par agle hi pal voh chal pada tha
Seene mein lau bhi toh jal rhi thi
Voh raat purani andhera naya tha
Ye shеher mein bhaagta thak chuka tha mei
Tujhе milne ke nashe mein buzz naya tha
Mein anjaanon ke saath kyu bajj rha tha
Tareeke nayaab atke hon jaise
Ghadi ke kaante baagon mein baatein
Kahani sunate
Door bhi jaate par paas bhi aate
Phool se komal ye shabd sunate
Shabd se pyaare ehsaas dilate
Ehsaas se zyaada hum tujhko hain chahate
Yaadon ki syaahi se bhar diye panne saare
Aur tu bole ki waqt ki baat hai?
Apna toh waqt nhi saath hai
Apna na yaha pe koi khaas hai
Anjaane mein jaane na jaane tu
Chalti aandhi na aati hawaein yaha pe
Bas badle rehte yaha pe mijaz hai
Zindagi ishaare deti kahaniyon mein
Aur hum gaanon mein kisse sunate
Kahaniyon mein baatein mujhe bhi batade
Kahani hi ban jayenge hum ek din
Inn aankhon se aise mat dekho
Inn aankhon se aise mat dekho
Iss chahat mein mei marr jaunga
Iss chahat mein mei marr jaunga
Bina waqt ki baatein mei darr jaunga
Kuchh kr jaunga han mein darr jaunga
Himmat hum hai juta ke firse
Jeete pal mein hai darte chhal se
Ye dil na kholein ab kaise bolein
Hain sab farebi
Bharosa kiya toh nibha toh sahi
Teri aas dekhu ki mudd ke dekhe
Tu muh hi fere tu kisko dekhe?
Voh nakli ghume bane firre hain
Tu asli chahat se kyu bhaage door?
Kahaniyon mein baatein mujhe bhi batade
Kahani hi ban jayenge hum ek din
Inn aankhon se aise mat dekho
Inn aankhon se aise mat dekho
Iss chahat mein mei marr jaunga
Iss chahat mein mei marr jaunga
Bina waqt ki baatein mei darr jaunga
Kuchh kr jaunga han mein darr jaunga
Iss chahat mein mei marr jaunga
Iss chahat mein mei marr jaunga