Raghav Lama - KalpanikDrishya lyrics

Raghav Lama

Raghav Lama

[Raghav Lama - KalpanikDrishya lyrics]

Dekhta hoon samay ko dekhta hoon nikalte
Kho na jau kahin mei
Rehta fir hoon sambhalke baat hai seedhi si
Yaha pe kuchh bhi na seedha
Jaanke bhi kru kya kashmakash aisa jeena
Kuchh bhi ho rha kahin han
Dhundhte sab vahi hain ho mandir ya madina
Mandir ya madina sADAK KHATAM
JAAYE KAHAN HUM sADAK KHATAM
JAAYE KAHAN HUM aA RHA HAI VOH
AA RHA HAI aA RHA HAI VOH
AA RHA HAI

Hawa ka jaadoo adrishya
Kahan pe jaati mujhko le
Jo kuchh bhi hota mujhmei hi
Zindagi ye kalpanik hai drishya

Sooraj ki guftagu jaa milti aankhon mein
Uski iss chaahat se jeena fir kaafi hai
Fir bhi hai kuchh toh


Jo bole kuchh naraazi hai
Sawan ke baadal parchhayi banke haavi hai

Kya kuchh bhi hai tere mere bass mei
Kya kuchh bhi hai tere mere bass mei
Sab chal rha hai bas chal rha hai
Sab chal rha hai bas chal rha hai

Hawa ka jaadoo adrishya
Kahan pe jaati mujhko le
Jo kuchh bhi hota mujhmei hi
Zindagi ye kalpanik hai drishya
Hawa ka jaadoo adrishya
Kahan pe jaati mujhko le
Jo kuchh bhi hota mujhmei hi
Zindagi ye kalpanik hai drishya

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret