Raghav Lama - Pariah lyrics

Raghav Lama

Raghav Lama

[Raghav Lama - Pariah lyrics]

O DUNIYA WAALON kAISE TUM JEETE
Mujhko na parwah kISSE TUM JEETE
VOH KYA IRAADE mujhko jo baandhe
Ye kasmei waadein mujhko na bhaate
MEI OOPAR DEKHU oopar hain taarein
Kya tum sab ko bhi voh lagte pyaare?
Mei dekhu jo bhi voh bann jaata hoon
Chalte hue pal mein mei tham jaata hoon

Ajeeb samay kahin pe kAID YAHI PE
KAID YAHI PE ajeeb samay kahin pe
KAID YAHI PE kAID YAHI PE

Harr jagah, haar samay
Harr taraf hoon mei hi kEH RHI HAI
Srishti hamesha se tumse keh rhi hai
KEH RHI HAI kEH RHI HAI
Harr jagah, haar samay
Harr taraf hoon mei hi
Fir lambi kyu hai ye seedhi
Ek ke baad ek chadhte jaao mARTE JAAO


MARKE JAAO wAAPIS AAKE FIR
Dohrao fir dohrao
O meri kayanat bhi khulne lagi hai
KHULNE LAGI HAI par jaano na tum
PEHCHANO NA TUM
Fir duniya ke riwazon mein mei uljha
O uljha hoon mei han uljha kyu mei
Ye jaane kya hai shayad khumaar hai
YA IMTEHAN HAI shayad khumaar hai
YA IMTEHAN HAI

Ajeeb samay kahin pe kAID YAHI PE
KAID YAHI PE ajeeb samay kahin pe
KAID YAHI PE kAID YAHI PE

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret