Payal Dev, Rahul Mishra, Romi - Besharam Aashiq lyrics

[Payal Dev, Rahul Mishra, Romi - Besharam Aashiq lyrics]

Aise besharm aashiq hain ye aaj ke

Haan aise besharm aashiq hain ye aajke
Inko apna banana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain ye aaj ke
Inko apna banana trouble ho gaya

Dhire-dhire kalai lage thaamne inko ungli
Thamana trouble ho gaya
Aise besharm aashiq hain ye aaj ke

Ho yun musibat ke maare kabhi hum na the
Yun musibat ke maare kabhi hum na the
Aise looser bechare kabhi hum na the

Ek to jeevan me pehle hi me gham kam na the
Ek to to jeevan me pehle hi me gham kam na
The inke aane se har gham double ho gaya

Dhire-dhire kalai lage thamne
Inko ungli thamana trouble ho gaya aise


Besharm aashiq hain ye aaj ke

2, 4, 6 ya 10 ki ye tadaad nahi hai
Fisle hain kitne chhilko pe
Inhe yaad nahi hai

10, 20, 100, 50 ki tadaad nahi hai
Launde kiye dump kitne inhe
Yaad nahi hai isshq
Ke naam pe kitna ho hum bully
To kood jaao sanam khidkiyaan hain khuli

Ho bewafai ki boo hai hawa me ghuli
Ho bewafai ki boo hai hawa me ghuli
Saans lena bhi sala struggle ho gaya

Dhire-dhire kalai lage thamne
Inko ungli thamana trouble ho gaya

Aise besharm aashiq hain ye aajke inko
Apna banana trouble ho gaya

Aise besharm aashiq hain ye aaj ke

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret