Rakshita Suresh - Yaane Yaane lyrics

[Rakshita Suresh - Yaane Yaane lyrics]

Ik khushkhabri kaano kaan
Faili hai haan meri jaan
Jiski badaulat jhoom utha
Hai dil ka soona makaan

Haaye yaane yaane yaane yaane yaane
Aane ko hi hai ik mehmaan
Haaye yaane yaane yaane yaane yaane
Jiski peshagi hai yeh muskaan

Haaye yaane yaane yaane yaane yaane
Aane ko hai ik mehmaan
Haaye yaane yaane yaane yaane yaane
Haath aayi hai khushiyon ki khaan

Ik khushkhabri kaano kaan
Faili hai meri jaan

Karke afsos ko rukhsat
Angdaiyan leti hai qismat
Maalik ki ajeeb hai azmat


Itni jaldi jo huyi hai kubool dua

Parchaiyan door hain humse
Nazdeek hai noor kasam se
Apni umeed ke dum se
Masla har fakar aaj fizool hua

Dil ka mehka hai muhalla
Koocha koocha halla gulla
Main vaari jaaun allah wallah wallah wallah

Haye yaane yaane yaane yaane yaane
Yaaane jashn ka hai yeh farmaan
Haye yaane yaane yaane yaane yaane
Jiski peshagi hai yeh muskaan

Haaye yaane yaane yaane yaane
Yaane yaane yaane yaane
Jashn ka hai ye farmaan
Haaye yaane yaane yaane yaane
Yaane yaane yaane yaane
Jiski peshagi hai yeh muskaan

Haaye yaane yaane yaane yaane yaane
Harek ko hai ik mehmaan
Haaye yaane yaane yaane yaane yaane
Haath aayi hai khushiyon ki khaan

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret