Shreya Ghoshal - Param Sundari lyrics

[Shreya Ghoshal - Param Sundari lyrics]

Aye bikaneri chhokri santre ki tokri
Ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri

Romiyo romiyo gali ke romiyo
Bholi shaqal wale saare ke saare farebiyon
Romiyo romiyo Bhaade ke premiyon
Kaahe gale pade ho bin bulaaye baaraatiyon

Le toh gayi kaleja sang mein humein bhi le ja
Yeh toh chori pe hai seenazori
Kabhi lage monalisa kabhi kabhi lage lolita
Aur kabhi jaise kadambari

Haye meri, param param
Param param param sundari
Haye meri, param param
Param param param sundari

Sar se paer talak betahasa husn se bhari
Haye meri, param param
Param param param sundari



Pairon mein paayal ki bedi se
Bandhke main na rehne waali
Main allhad purwar ke jaisi hun
Pardeson tak behne waali

Mujhe gehno se badhke
Sapnon ki chaahat hai
Jin sapnon ko sach
Ho jaane ki aadat hai

Katti hai meri mardon se
Yaari filmon ke pardo se

Le toh gayi kaleja
Sang mein hume bhi le ja
Yeh toh chori pe hai seenazori

Kabhi lage monalisa
Kabhi kabhi lage lolita
Aur kabhi jaise kadambari

Haye meri, param param
Param param param sundari
Haye meri, param param
Param param param sundari

Sar se paer talak betahasa husn se bhari
Haye meri, param param
Param param param sundari

Chhuna nahi chhuna chhuna nahi
Chhuna chuna nahi mujhko
Hona nahi hona hona nahi
Teri hona nahi mujhko

Hath jhod chaahe paanv pad
Parvah nahi mujhko
Na na na na na na
Na na na na na na

Aye bikaneri chhokri santre ki tokri
Ghar toh chhudwaya ab kya chhudwayegi naukri
Dekh ke kamar teri bhaage nabz meri
Jaise ghadi ka kaanta hickery dickery dockri

Interpretation for


Add Interpretation

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret