Mohit Chauhan - Phir Se Ud Chala lyrics

Mohit Chauhan [India]

[Mohit Chauhan - Phir Se Ud Chala lyrics]

Phir se ud chala
Ud ke chhoda hai jahaan neechein
Main tumhare ab hoon havaale
Ab door door log bagh
Meelon door ye waadiyan

Phir dhuaa-dhuaa tan har badli
Chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kai karde tan
Geela ye bhi naa ho
Kissi manzar par main rukka nahin
Kabhi khud se bhi main mila nahin
Ye gilla to hai, main khafa nahin
Sheher ek se, gaon ek se, log ek se, naam ek
Phir se ud chala main

Mitti jaise sapne ye kitna
Bhi palko se jhaado phir aa jaate hain
Itne saare sapne kya kahoon
Kis tarah se maine tode hain, chhode hain
Kyun
Mere saath chale, mujhe le ke ude, ye kyun

Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Mere saath-saath, phirein dar dar ye
Kabhi sehera, kabhi saavan
Banu raavan, jiyun mar marke
Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Kabhi din hai raat, kabhi din, din hai
Kya sach hai, kya maya hai daata, hai daata

Idhar udhar, titar bitar
Kya hai pata, hawa le hi jaye teri or
Kheenche teri yaaden, teri yaaden, teri or

Rang birange vehmon mein, main udta phirun
Rang birange vehmon mein, main udta phirun

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret