Mohit Chauhan - Rab Ka Shukrana lyrics

Mohit Chauhan [India]

[Mohit Chauhan - Rab Ka Shukrana lyrics]

Tu hai ab jo bahoon mein karaar hai
Rab ka shukrana saanson mein hai nasha
Khumaar hai rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai
Rab ka shukrana mera kalma hai tu
Azaan hai rab ka shukrana

Tu mila toh sab mila ab kisi se kya gilaa
Tujhme simtoon aa mein bikhroon
Teri bahoon mein tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gilaa tujhme simtoon
Aa mein bikhroon teri bahoon mein
Fanaa ho jaon main tu hi ab duniya meri
Jahan hai rab ka shukrana
Khwaabon ki khayalon ki udaan hai
Rab ka shukrana rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai
Rab ka shukrana mera kalma hai tu
Azaan hai rab ka shukrana
Sab se ho jaon parey jo ishaara tu karey
Ab toh rehna hai
Tujhi mein gumshudaa hoon main
Sab se ho jaon parey jo ishaara tu karey
Ab toh rehna hai
Tujhi mein gumshudaa hoon main
Ho teri bahoon mein jazbon ka ab toh naya
Bayaan hai rab ka shukrana
Naya rutbaa nayi shaan hai rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai
Rab ka shukrana mera kalma hai tu
Azaan hai tu rab ka shukrana

Interpretation for


Add Interpretation

Add extended interpretation

If you know what the artist is talking about, can read between the lines, and know the history of the song, you can add interpretation to the lyrics. After checking by our editors, we will add it as the official interpretation of the song!

Latest added interpretations to lyrics

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Interpret